Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain, Urdu Ghazal By Raaz Layalpuri

Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raaz Layalpuri. Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مانا کہ تری بزم میں چاند آئے ہوئے ہیں

راز لائلپوری

مانا کہ تری بزم میں چاند آئے ہوئے ہیں

لیکن وہ ترے سامنے گہنائے ہوئے ہیں

جو ہم سے نہ ملنے کی قسم کھائے ہوئے ہیں

شاید وہی اغیار کے بہکائے ہوئے ہیں

مہتاب کے حالات بھی دیکھیں تو کبھی وہ

اس حسن دو روزہ پہ جو اترائے ہوئے ہیں

کہہ دو انہیں آ کر مری جنت میں وہ بس جائیں

جنت سے نکالے ہوئے جو آئے ہوئے ہیں

آئے گی نظر رازؔ کوئی کل بھی نہ سیدھی

سر تا بہ قدم آج وہ بل کھائے ہوئے ہیں

راز لائلپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain

Raaz Layalpuri

mana ki teri bazm mein chand aae hue hain
lekin wo tere samne gahnae hue hain

jo hum se na milne ki qasam khae hue hain
shayad wahi aghyar ke bahkae hue hain

mahtab ke haalat bhi dekhen to kabhi wo
is husn-e-do-roza pe jo itrae hue hain

kah do unhen aa kar meri jannat mein wo bas jaen
jannat se nikale hue jo aae hue hain

aaegi nazar 'raaz' koi kal bhi na sidhi
sar-ta-ba-qadam aaj wo bal khae hue hain

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain written by Raaz Layalpuri at UrduPoint. Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain is one of the masterpieces written by Raaz Layalpuri. You can also find the complete poetry collection of Raaz Layalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raaz Layalpuri' above.

Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mana Ki Teri Bazm Mein Chand Aae Hue Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.