Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai, Urdu Ghazal By Raaz Muradabadi

Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raaz Muradabadi. Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم کہ تھا حریف جاں اب حریف جاناں ہے

راز مراد آبادی

غم کہ تھا حریف جاں اب حریف جاناں ہے

اب وہ زلف برہم ہے اب وہ چشم گریاں ہے

وسعتوں میں دامن کی ان دنوں گریباں ہے

ہم نفس کہیں شاید موسم بہاراں ہے

رنگ و بو کے پردے میں کون یہ خراماں ہے

ہر نفس معطر ہے ہر نظر غزل خواں ہے

بندگی یہ کیا جانے دیر کیا حرم کیا ہے

ہم جہاں پہ ہیں واعظ کفر ہے نہ ایماں ہے

شکریہ مگر ناصح تو یہ راز کیا سمجھے

جور برملا ان کا التفات پنہاں ہے

راز مراد آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai

Raaz Muradabadi

gham ki tha harif-e-jaan ab harif-e-jaanan hai
ab wo zulf-e-barham hai ab wo chashm-e-giryan hai

wusaton mein daman ki in dinon gareban hai
ham-nafas kahin shayad mausam-e-bahaaran hai

rang-o-bu ke parde mein kaun ye KHiraman hai
har nafas moattar hai har nazar ghazal-KHwan hai

bandagi ye kya jaane dair kya haram kya hai
hum jahan pe hain waiz kufr hai na iman hai

shukriya magar naseh tu ye raaz kya samjhe
jaur-e-barmala un ka iltifat-e-pinhan hai

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai written by Raaz Muradabadi at UrduPoint. Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai is one of the masterpieces written by Raaz Muradabadi. You can also find the complete poetry collection of Raaz Muradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raaz Muradabadi' above.

Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Ki Tha Harif-e-jaan Ab Harif-e-jaanan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.