Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai, Urdu Ghazal By Raaz Yazdani

Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raaz Yazdani. Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس در کی سی راحت بھی دو عالم میں کہیں ہے

راز یزدانی

اس در کی سی راحت بھی دو عالم میں کہیں ہے

جینا بھی یہیں ہے مجھے مرنا بھی یہیں ہے

اب واقف مفہوم وفا قلب حزیں ہے

اب آپ کی بیداد بھی بیداد نہیں ہے

تم اور مری خانہ خرابی پہ تبسم

امید سے بڑھ کر ابھی قدر دل و دیں ہے

یا تیرے سوا حسن ہی دنیا میں نہیں تھا

یا دیکھ رہا ہوں کہ جو منظر ہے حسیں ہے

یہ زیست ہے یا موت سمجھ میں نہیں آتا

اب درد ہے اور درد کی تکلیف نہیں ہے

راز یزدانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai

Raaz Yazdani

is dar ki si rahat bhi do aalam mein kahin hai
jina bhi yahin hai mujhe marna bhi yahin hai

ab waqif-e-mafhum-e-wafa qalb-e-hazin hai
ab aap ki bedad bhi bedad nahin hai

tum aur meri KHana-KHarabi pe tabassum
ummid se baDh kar abhi qadr-e-dil-o-din hai

ya tere siwa husn hi duniya mein nahin tha
ya dekh raha hun ki jo manzar hai hasin hai

ye zist hai ya maut samajh mein nahin aata
ab dard hai aur dard ki taklif nahin hai

(361) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai written by Raaz Yazdani at UrduPoint. Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai is one of the masterpieces written by Raaz Yazdani. You can also find the complete poetry collection of Raaz Yazdani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raaz Yazdani' above.

Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Dar Ki Si Rahat Bhi Do Aalam Mein Kahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.