Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha, Urdu Ghazal By Raazdan Raaz

Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raazdan Raaz. Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس زمانے کے فریبوں سے بچا کوئی نہ تھا

رازدان راز

اس زمانے کے فریبوں سے بچا کوئی نہ تھا

منزلیں تھیں سامنے پر راستہ کوئی نہ تھا

زندگی میں جو ملے اچھے لگے اپنے لگے

میں تو سب کا ہو گیا لیکن مرا کوئی نہ تھا

کس قدر بچ کر چلا میں کتنا آہستہ چلا

مڑ کے جب دیکھا تو اپنا نقش پا کوئی نہ تھا

غم سے سب ہارے ہوئے تھے زندگی کی دوڑ میں

سورما بھی تھے مگر جیتا ہوا کوئی نہ تھا

رات کچھ ایسا لگا جیسے سحر سی ہو گئی

اک دیا بس جل رہا تھا بولتا کوئی نہ تھا

رازؔ تھے احباب اپنے دوست اور محبوب بھی

جو نبھاتا ایک رشتہ درد کا کوئی نہ تھا

رازدان راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha

Raazdan Raaz

is zamane ke farebon se bacha koi na tha
manzilen thin samne par rasta koi na tha

zindagi mein jo mile achchhe lage apne lage
main to sab ka ho gaya lekin mera koi na tha

kis qadar bach kar chala main kitna aahista chala
muD ke jab dekha to apna naqsh-e-pa koi na tha

gham se sab haare hue the zindagi ki dauD mein
surma bhi the magar jita hua koi na tha

raat kuchh aisa laga jaise sahar si ho gai
ek diya bas jal raha tha bolta koi na tha

'raaz' the ahbab apne dost aur mahbub bhi
jo nibhata ek rishta dard ka koi na tha

(696) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha written by Raazdan Raaz at UrduPoint. Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha is one of the masterpieces written by Raazdan Raaz. You can also find the complete poetry collection of Raazdan Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raazdan Raaz' above.

Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Zamane Ke Farebon Se Bacha Koi Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.