Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath, Urdu Ghazal By Radhe Shiyam Rastogi Ahqar

Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Radhe Shiyam Rastogi Ahqar. Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسماں پر ہے دماغ اس کا خود آرائی کے ساتھ

رادھے شیام رستوگی احقر

آسماں پر ہے دماغ اس کا خود آرائی کے ساتھ

ماہ کو تولے گا شاید اپنی رعنائی کے ساتھ

سیر کر عالم کی غافل دیدنی ہے یہ طلسم

لطف ہے ان دونوں آنکھوں کا تو بینائی کے ساتھ

دل کہیں ہے جاں کہیں ہے میں کہیں آنکھیں کہیں

دوستی اچھی نہیں محبوب ہرجائی کے ساتھ

اس میں ذکر یار ہے اس میں خیال یار ہے

اپنی خاموشی بھی ہم پلہ ہے گویائی کے ساتھ

عہد پیری میں وہ عالم نوجوانی کا کہاں

ولولے جاتے رہے ساری توانائی کے ساتھ

دیدۂ آہو کہاں وہ انکھڑیاں کالی کہاں

کیا مقابل کیجیے شہری کو صحرائی کے ساتھ

دل نہیں گرگ بغل ہے ضبط سے خوں کر اسے

کار دشمن کرتے ہیں اے دوست دانائی کے ساتھ

ایک بوسہ پر گریباں گیر اے ناداں نہ ہو

تیری رسوائی بھی ہے عاشق کی رسوائی کے ساتھ

دل تو دیوانہ ہے احقرؔ تو بھی دیوانہ نہ ہو

کوئی سودائی بنا کرتا ہے سودائی کے ساتھ

رادھے شیام رستوگی احقر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath

Radhe Shiyam Rastogi Ahqar

aasman par hai dimagh us ka KHud-arai ke sath
mah ko taulega shayad apni ranai ke sath

sair kar aalam ki ghafil didani hai ye tilism
lutf hai in donon aankhon ka to binai ke sath

dil kahin hai jaan kahin hai main kahin aankhen kahin
dosti achchhi nahin mahbub harjai ke sath

is mein zikr-e-yar hai is mein KHayal-e-yar hai
apni KHamoshi bhi ham-palla hai goyai ke sath

ahd-e-piri mein wo aalam naujawani ka kahan
walwale jate rahe sari tawanai ke sath

dida-e-ahu kahan wo ankhDiyan kali kahan
kya muqabil kijiye shahri ko sahrai ke sath

dil nahin gurg-e-baghal hai zabt se KHun kar use
kar-e-dushman karte hain ai dost danai ke sath

ek bose par gareban-gir ai nadan na ho
teri ruswai bhi hai aashiq ki ruswai ke sath

dil to diwana hai 'ahqar' tu bhi diwana na ho
koi saudai bana karta hai saudai ke sath

(377) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath written by Radhe Shiyam Rastogi Ahqar at UrduPoint. Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath is one of the masterpieces written by Radhe Shiyam Rastogi Ahqar. You can also find the complete poetry collection of Radhe Shiyam Rastogi Ahqar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Radhe Shiyam Rastogi Ahqar' above.

Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasman Par Hai Dimagh Us Ka KHud-arai Ke Sath, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.