Aap Jis Se Kalam Karte Hain, Urdu Ghazal By Raees Narvi

Aap Jis Se Kalam Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raees Narvi. Aap Jis Se Kalam Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Jis Se Kalam Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ جس سے کلام کرتے ہیں

رئیس ناروی

آپ جس سے کلام کرتے ہیں

نیند اس کی حرام کرتے ہیں

آستیں میں چھپائے ہیں خنجر

منہ سے وہ رام رام کرتے ہیں

عشق کا روگ ان کے بس کا نہیں

دور سے وہ سلام کرتے ہیں

دل سے مجبور تیرے دیوانے

اک جگہ کب قیام کرتے ہیں

دست و بازو کے دور میں تو رئیسؔ

کام سے لوگ نام کرتے ہیں

رئیس ناروی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Jis Se Kalam Karte Hain

Raees Narvi

aap jis se kalam karte hain
nind us ki haram karte hain

aastin mein chhupae hain KHanjar
munh se wo ram ram karte hain

ishq ka rog un ke bas ka nahin
dur se wo salam karte hain

dil se majbur tere diwane
ek jagah kab qayam karte hain

dast-o-bazu ke daur mein to 'rais'
kaam se log nam karte hain

(475) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Jis Se Kalam Karte Hain written by Raees Narvi at UrduPoint. Aap Jis Se Kalam Karte Hain is one of the masterpieces written by Raees Narvi. You can also find the complete poetry collection of Raees Narvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raees Narvi' above.

Aap Jis Se Kalam Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Jis Se Kalam Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.