Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad, Urdu Ghazal By Raees Niyazi

Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raees Niyazi. Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر آئنے نے کہا رخصت غبار کے بعد

رئیس نیازی

ہر آئنے نے کہا رخصت غبار کے بعد

یہاں تو کچھ بھی نہیں ہے جمال یار کے بعد

زمانہ زیر نگیں تھا رضائے یار کے بعد

وہ اختیار ملا ترک اختیار کے بعد

یہ مانتا ہوں ادب شرط عشق ہے لیکن

یہ ہوش کس کو رہے گا نگاہ یار کے بعد

پروں سے منہ کو چھپا کر قفس میں آ بیٹھا

چمن کا حال نہ دیکھا گیا بہار کے بعد

وہ جام جام نہیں حاصل دو عالم ہے

جو دست شوق میں آیا ہے انتظار کے بعد

غم فراق کی منزل رئیسؔ ختم ہوئی

اب آگے جلوے ہی جلوے ہیں ہجر یار کے بعد

رئیس نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad

Raees Niyazi

har aaine ne kaha ruKHsat-e-ghubar ke baad
yahan to kuchh bhi nahin hai jamal-e-yar ke baad

zamana zer-e-nagin tha raza-e-yar ke baad
wo iKHtiyar mila tark-e-iKHtiyar ke baad

ye manta hun adab shart-e-ishq hai lekin
ye hosh kis ko rahega nigah-e-yar ke baad

paron se munh ko chhupa kar qafas mein aa baiTha
chaman ka haal na dekha gaya bahaar ke baad

wo jam jam nahin hasil-e-do-alam hai
jo dast-e-shauq mein aaya hai intizar ke baad

gham-e-firaq ki manzil 'rais' KHatm hui
ab aage jalwe hi jalwe hain hijr-e-yar ke baad

(615) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad written by Raees Niyazi at UrduPoint. Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad is one of the masterpieces written by Raees Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Raees Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raees Niyazi' above.

Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Aaine Ne Kaha RuKHsat-e-ghubar Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.