Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab, Urdu Ghazal By Raees Rampuri

Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raees Rampuri. Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی آنکھیں ہیں اور تمہارے خواب

رئیس رامپوری

اپنی آنکھیں ہیں اور تمہارے خواب

کتنے پر کیف ہیں ہمارے خواب

ان کے حق میں بڑا سہارا ہیں

دیکھتے ہیں جو بے سہارے خواب

حاصل زندگی جنہیں کہئے

کچھ ہمارے ہیں کچھ تمہارے خواب

یوں ہی بنتے بگڑتے رہتے ہیں

گردش وقت کے سہارے خواب

ہاں نہ ٹوٹے طلسم خوش فہمی

یوں ہی دیکھو رئیسؔ پیارے خواب

رئیس رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab

Raees Rampuri

apni aankhen hain aur tumhaare KHwab
kitne pur-kaif hain hamare KHwab

un ke haq mein baDa sahaara hain
dekhte hain jo be-sahaare KHwab

hasil-e-zindagi jinhen kahiye
kuchh hamare hain kuchh tumhaare KHwab

yunhi bante bigaDte rahte hain
gardish-e-waqt ke sahaare KHwab

han na TuTe tilism-e-KHush-fahmi
yunhi dekho 'rais' pyare KHwab

(654) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab written by Raees Rampuri at UrduPoint. Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab is one of the masterpieces written by Raees Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Raees Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raees Rampuri' above.

Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Aankhen Hain Aur Tumhaare KHwab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.