Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai, Urdu Ghazal By Raees Rampuri

Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raees Rampuri. Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر میں سب کی مری بے خودی کا عالم ہے

رئیس رامپوری

نظر میں سب کی مری بے خودی کا عالم ہے

کسے خبر کہ بڑی بے بسی کا عالم ہے

عجیب شے ہے یہ نیرنگئ زمانہ بھی

کسی کا کوئی نہیں ہے کسی کا عالم ہے

میں اب حقیقت دنیا سمجھ گیا شاید

خود اپنے آپ سے بیگانگی کا عالم ہے

ہر ایک دیکھ رہا ہے مرے تبسم کو

کسے خبر جو مری زندگی کا عالم ہے

مجھے عزیز ہے اب یوں رئیسؔ ناکامی

سنا ہے غم سے گزر کر خوشی کا عالم ہے

رئیس رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai

Raees Rampuri

nazar mein sab ki meri be-KHudi ka aalam hai
kise KHabar ki baDi bebasi ka aalam hai

ajib shai hai ye nairangi-e-zamana bhi
kisi ka koi nahin hai kisi ka aalam hai

main ab haqiqat-e-duniya samajh gaya shayad
KHud apne aap se beganagi ka aalam hai

har ek dekh raha hai mere tabassum ko
kise KHabar jo meri zindagi ka aalam hai

mujhe aziz hai ab yun 'rais' nakaami
suna hai gham se guzar kar KHushi ka aalam hai

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai written by Raees Rampuri at UrduPoint. Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai is one of the masterpieces written by Raees Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Raees Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raees Rampuri' above.

Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.