Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Rafi Badayuni

Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafi Badayuni. Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی وہ خود سے بھی برہم دکھائی دیتا ہے

رفیع بدایونی

کبھی وہ خود سے بھی برہم دکھائی دیتا ہے

کبھی وہ لطف مجسم دکھائی دیتا ہے

زمانہ ہوتا ہے مجبور رخ بدلنے پر

کسی کا عزم جو محکم دکھائی دیتا ہے

عروس دہر کی رنگینیٔ جمال میں اب

ترے شباب کا عالم دکھائی دیتا ہے

تلاش دوست مسافت ہے ایک لا محدود

کہ جس قدر بھی چلیں کم دکھائی دیتا ہے

رفیع بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai

Rafi Badayuni

kabhi wo KHud se bhi barham dikhai deta hai
kabhi wo lutf-e-mujassam dikhai deta hai

zamana hota hai majbur ruKH badalne par
kisi ka azm jo mohkam dikhai deta hai

urus-e-dahr ki rangini-e-jamal mein ab
tere shabab ka aalam dikhai deta hai

talash-e-dost masafat hai ek la-mahdud
ki jis qadar bhi chalen kam dikhai deta hai

(543) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai written by Rafi Badayuni at UrduPoint. Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Rafi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Rafi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafi Badayuni' above.

Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Wo KHud Se Bhi Barham Dikhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.