KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai, Urdu Ghazal By Rafi Badayuni

KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafi Badayuni. KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خفا ہے کوئی کسی سے نہ کوئی بد ظن ہے

رفیع بدایونی

خفا ہے کوئی کسی سے نہ کوئی بد ظن ہے

ہر ایک شخص یہاں آپ اپنا دشمن ہے

کسی غریب کا گھر ہے بس اور کیا کہئے

یہ میرا دل جو سبھی آفتوں کا مسکن ہے

وہ زندگی جسے خون جگر دیا میں نے

وہ زندگی تو مرے نام سے بھی بد ظن ہے

خدا کا شکر ہے غم کی ہواؤں میں بھی رفیعؔ

چراغ زیست بہر حال آج روشن ہے

رفیع بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai

Rafi Badayuni

KHafa hai koi kisi se na koi bad-zan hai
har ek shaKHs yahan aap apna dushman hai

kisi gharib ka ghar hai bas aur kya kahiye
ye mera dil jo sabhi aafaton ka maskan hai

wo zindagi jise KHun-e-jigar diya main ne
wo zindagi to mere nam se bhi bad-zan hai

KHuda ka shukr hai gham ki hawaon mein bhi 'rafia'
charagh-e-zist bahar-haal aaj raushan hai

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai written by Rafi Badayuni at UrduPoint. KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai is one of the masterpieces written by Rafi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Rafi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafi Badayuni' above.

KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHafa Hai Koi Kisi Se Na Koi Bad-zan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.