Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka, Urdu Ghazal By Rafia Shabnam Abidi

Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafia Shabnam Abidi. Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابر چھایا تھا فضاؤں میں تری باتوں کا

رفیعہ شبنم عابدی

ابر چھایا تھا فضاؤں میں تری باتوں کا

کتنا دل کش تھا وہ منظر بھری برساتوں کا

بجھتی شمعوں کے تعفن سے بچانے تجھ کو

میں نے آنچل میں سمیٹا ہے دھواں راتوں کا

کوئی شہنائی سے کہہ دو ذرا خاموش رہے

شور اچھا نہیں لگتا مجھے باراتوں کا

لاکھ دروازے ہوں چپ اور دریچے خاموش

چوڑیاں راز اگلتی ہیں ملاقاتوں کا

دھوپ بھی تیز ہے شبنمؔ کا بھروسا بھی نہیں

وقت بھی باقی نہیں اب تو مناجاتوں کا

رفیعہ شبنم عابدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka

Rafia Shabnam Abidi

abr chhaya tha fazaon mein teri baaton ka
kitna dilkash tha wo manzar bhari barsaton ka

bujhti shamon ke taffun se bachane tujh ko
main ne aanchal mein sameTa hai dhuan raaton ka

koi shahnai se kah do zara KHamosh rahe
shor achchha nahin lagta mujhe baraaton ka

lakh darwaze hon chup aur dariche KHamosh
chuDiyan raaz ugalti hain mulaqaton ka

dhup bhi tez hai 'shabnam' ka bharosa bhi nahin
waqt bhi baqi nahin ab to munajaton ka

(855) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka written by Rafia Shabnam Abidi at UrduPoint. Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka is one of the masterpieces written by Rafia Shabnam Abidi. You can also find the complete poetry collection of Rafia Shabnam Abidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafia Shabnam Abidi' above.

Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abr Chhaya Tha Fazaon Mein Teri Baaton Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.