Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din, Urdu Ghazal By Rafia Shabnam Abidi

Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafia Shabnam Abidi. Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ تیری یاد کے لمحے ترے خیال کے دن

رفیعہ شبنم عابدی

وہ تیری یاد کے لمحے ترے خیال کے دن

علاج درد کے زخموں کے اندمال کے دن

وہ اک رچی بسی تہذیب اپنے پرکھوں کی

وہ دو یا چار سہی تھے مگر مثال کے دن

مجھے تو یاد ہے اب تک وہ کیا زمانہ تھا

ترے جواب کا موسم مرے سوال کے دن

ہر ایک پل وہ کبھی روٹھنا کبھی مننا

ندامتوں کی وہ گھڑیاں وہ انفعال کے دن

میں کچھ بھی سن نہ سکی تھی وہ خوف تھا شبنمؔ

اسے بھی ہوش بھلا کب تھا عرض حال کے دن

رفیعہ شبنم عابدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din

Rafia Shabnam Abidi

wo teri yaad ke lamhe tere KHayal ke din
ilaj-e-dard ke zaKHmon ke indimal ke din

wo ek rachi basi tahzib apne purkhon ki
wo do ya chaar sahi the magar misal ke din

mujhe to yaad hai ab tak wo kya zamana tha
tere jawab ka mausam mere sawal ke din

har ek pal wo kabhi ruThna kabhi manna
nadamaton ki wo ghaDiyan wo infial ke din

main kuchh bhi sun na saki thi wo KHauf tha 'shabnam'
use bhi hosh bhala kab tha arz-e-haal ke din

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din written by Rafia Shabnam Abidi at UrduPoint. Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din is one of the masterpieces written by Rafia Shabnam Abidi. You can also find the complete poetry collection of Rafia Shabnam Abidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafia Shabnam Abidi' above.

Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Teri Yaad Ke Lamhe Tere KHayal Ke Din, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.