Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko, Urdu Ghazal By Rafiq Khawar Jaskani

Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafiq Khawar Jaskani. Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مدت ہوئی خموشیٔ اظہار حال کو

رفیق خاور جسکانی

مدت ہوئی خموشیٔ اظہار حال کو

آب صدا ہی دیجئے دشت خیال کو

پھر ایک شاخ زرد گری خاک ہو گئی

پھر برگ‌ نو ملے شجر ماہ و سال کو

جھونکا یہ کس کے لمس گریزاں کی طرح تھا

اب حل ہی کرتے رہئے ہوا کے سوال کو

ہم‌ رنگ ماہتاب تھا وہ اس میں کھو گیا

اب کتنی دور پھینکیے نظروں کے جال کو

شب بھر ہوا کے رنگ بدلتے رہے نئے

میں دیکھتا رہا سفر بر‌ شگال کو

جائے گا خون شب نہ کسی طور رائیگاں

منہ پر ملے گی صبح شفق کے گلال کو

جچتے نہیں نگاہ میں خوشیوں کے آفتاب

دل ڈھونڈھتا ہے کس غم زہرہ جمال کو

انسانیت کے درد کی آواز بن سکے

سوز نوا سے سینچئے زخم خیال کو

دیجے پھر آب‌ دیدۂ تر سے حیات نو

فن و ادب کے سبزۂ نو پائمال کو

رفیق خاور جسکانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko

Rafiq Khawar Jaskani

muddat hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal ko
aab-e-sada hi dijiye dasht-e-KHayal ko

phir ek shaKH-e-zard giri KHak ho gai
phir barg-e-nau mile shajar-e-mah-o-mal ko

jhonka ye kis ke lams-e-gurezan ki tarah tha
ab hal hi karte rahiye hawa ke sawal ko

ham-rang-e-mahtab tha wo is mein kho gaya
ab kitni dur phenkiye nazron ke jal ko

shab bhar hawa ke rang badalte rahe nae
main dekhta raha safar-e-bar-shaghaal ko

jaega KHun-e-shab na kisi taur raegan
munh par malegi subh shafaq ke gulal ko

jachte nahin nigah mein KHushiyon ke aaftab
dil DhunDhta hai kis gham-e-zohra-e-jamal ko

insaniyat ke dard ki aawaz ban sake
soz-e-nawa se sinchiye zaKHm-e-KHayal ko

dije phir aab-e-dida-e-tar se hayat-e-nau
fann-o-adab ke sabza-e-nau-paemal ko

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko written by Rafiq Khawar Jaskani at UrduPoint. Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko is one of the masterpieces written by Rafiq Khawar Jaskani. You can also find the complete poetry collection of Rafiq Khawar Jaskani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafiq Khawar Jaskani' above.

Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muddat Hui KHamoshi-e-izhaar-e-haal Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.