Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho, Urdu Ghazal By Raghib Akhtar

Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raghib Akhtar. Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کاتب تقدیر میرے حق میں کچھ تحریر ہو

راغب اختر

کاتب تقدیر میرے حق میں کچھ تحریر ہو

رنج ہو یا شادمانی کچھ تو دامن گیر ہو

آب رود زیست کے کچھ گھونٹ زہریلے بھی ہوں

میں نے کب چاہا تھا ہر قطرہ مجھے اکسیر ہو

عہد آزادی سے بہتر قید زنداں ہو تو پھر

توڑ دینے کی قفس کو کیوں کوئی تدبیر ہو

تیز لہریں آ ہی جاتی ہیں مٹانے کے لیے

جب لب ساحل گھروندا ریت کا تعمیر ہو

غم رہے پنہاں در و دیوار دل کے درمیاں

کیا ضروری ہے کہ کرب زیست کی تشہیر ہو

راغب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho

Raghib Akhtar

katib-e-taqdir mere haq mein kuchh tahrir ho
ranj ho ya shadmani kuchh to daman-gir ho

aab-rud-e-zist ke kuchh ghunT zahrile bhi hon
main ne kab chaha tha har qatra mujhe iksir ho

ahd-e-azadi se behtar qaid-e-zindan ho to phir
toD dene ki qafas ko kyun koi tadbir ho

tez lahren aa hi jati hain miTane ke liye
jab lab-e-sahil gharaunda ret ka tamir ho

gham rahe pinhan dar o diwar dil ke darmiyan
kya zaruri hai ki karb-e-zist ki tashhir ho

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho written by Raghib Akhtar at UrduPoint. Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho is one of the masterpieces written by Raghib Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Raghib Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raghib Akhtar' above.

Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Katib-e-taqdir Mere Haq Mein Kuchh Tahrir Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.