Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha, Urdu Ghazal By Raghib Dehlvi

Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raghib Dehlvi. Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ذرہ جس میں اک عالم نہاں تھا

راغب دہلوی

وہ ذرہ جس میں اک عالم نہاں تھا

ادب کا ایک بحر بیکراں تھا

وہ نبض وقت کو پہچانتا تھا

وہ رہبر تھا وہ میر کارواں تھا

اسے آتا تھا لفظوں کا برتنا

زباں رکھتا تھا وہ اہل زباں تھا

اخوت کا تھا وہ پرچم اٹھائے

نہ اپنی فکر نہ خوف جہاں تھا

چٹاں کا عزم دھارے کی روانی

جھکا قدموں پہ اس کے آسماں تھا

جو سب چپ چاپ سہہ لیتے ہیں صدمے

وہ ان سب بے زبانوں کی زباں تھا

وطن اس کی رگ و جاں میں بسا تھا

وہ دل دلی کا خود ہندوستاں تھا

اسے ڈھونڈے گا اب راغبؔ زمانہ

کہ اس جیسا زمانے میں کہاں تھا

راغب دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha

Raghib Dehlvi

wo zarra jis mein ek aalam nihan tha
adab ka ek bahr-e-be-karan tha

wo nabz-e-waqt ko pahchanta tha
wo rahbar tha wo mir-e-karwan tha

use aata tha lafzon ka baratna
zaban rakhta tha wo ahl-e-zaban tha

uKHuwwat ka tha wo parcham uThae
na apni fikr na KHauf-e-jahan tha

chaTan ka azm dhaare ki rawani
jhuka qadmon pe us ke aasman tha

jo sab chup-chap sah lete hain sadme
wo in sab be-zabanon ki zaban tha

watan us ki rag-o-jaan mein basa tha
wo dil-dilli ka KHud hindostan tha

use DhunDega ab 'raghib' zamana
ki us jaisa zamane mein kahan tha

(396) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha written by Raghib Dehlvi at UrduPoint. Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha is one of the masterpieces written by Raghib Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Raghib Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raghib Dehlvi' above.

Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Zarra Jis Mein Ek Aalam Nihan Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.