KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi, Urdu Ghazal By Raghunandan Sharma Danish

KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raghunandan Sharma Danish. KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود اپنے آپ کی نظروں میں گر گیا ہے کوئی

رگھونندن شرما دانش

خود اپنے آپ کی نظروں میں گر گیا ہے کوئی

درخت کاٹ کے سائے کو رو رہا ہے کوئی

بہت زمانے سے اک ڈوبے شخص کی خاطر

تمام رات سمندر پہ کاٹتا ہے کوئی

تمہیں بتاؤ تمہیں کیسے اپنا دل دے دیں

تمہیں بتاؤ کہ صحرا میں ڈوبتا ہے کوئی

درخت چھوڑ کے پنچھی کہیں نہیں جاتے

تو کیا درخت کے پیچھے پڑا ہوا ہے کوئی

مرا وجود بھی تقسیم ہو گیا دانشؔ

تمہارے ہوتے ہوئے دل میں دوسرا ہے کوئی

رگھونندن شرما دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi

Raghunandan Sharma Danish

KHud apne aap ki nazron mein gir gaya hai koi
daraKHt kaT ke sae ko ro raha hai koi

bahut zamane se ek Dube shaKHs ki KHatir
tamam raat samundar pe kaTta hai koi

tumhin batao tumhein kaise apna dil de den
tumhin batao ki sahra mein Dubta hai koi

daraKHt chhoD ke panchhi kahin nahin jate
to kya daraKHt ke pichhe paDa hua hai koi

mera wajud bhi taqsim ho gaya 'danish'
tumhaare hote hue dil mein dusra hai koi

(700) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi written by Raghunandan Sharma Danish at UrduPoint. KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi is one of the masterpieces written by Raghunandan Sharma Danish. You can also find the complete poetry collection of Raghunandan Sharma Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raghunandan Sharma Danish' above.

KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Apne Aap Ki Nazron Mein Gir Gaya Hai Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.