Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun, Urdu Ghazal By Rahat Sultana

Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahat Sultana. Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکر رب ہے کہ بس امان میں ہوں

راحت سلطانہ

شکر رب ہے کہ بس امان میں ہوں

کن دعاؤں کے سائبان میں ہوں

پر ہیں بھیگے ہوئے اڑان میں ہوں

وقت کے سخت امتحان میں ہوں

آج بھی اجنبی ہے ہر اپنا

جب کہ برسوں سے خاندان میں ہوں

پتھروں نے سکون چھین لیا

جب سے میں کانچ کے مکان میں ہوں

کیا جدائی کا اور ہو امکاں

تیرے دل میں ہوں تیری جان میں ہوں

گھر کی تعریف کیا کروں راحت

میں تو مدت سے اک مکان میں ہوں

راحت سلطانہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun

Rahat Sultana

shukr-e-rab hai ki bas aman mein hun
kin duaon ke saeban mein hun

par hain bhige hue uDan mein hun
waqt ke saKHt imtihan mein hun

aaj bhi ajnabi hai har apna
jab ki barson se KHandan mein hun

pattharon ne sukun chhin liya
jab se main kanch ke makan mein hun

kya judai ka aur ho imkan
tere dil mein hun teri jaan mein hun

ghar ki tarif kya karun rahat
main to muddat se ek makan mein hun

(537) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun written by Rahat Sultana at UrduPoint. Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun is one of the masterpieces written by Rahat Sultana. You can also find the complete poetry collection of Rahat Sultana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahat Sultana' above.

Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shukr-e-rab Hai Ki Bas Aman Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.