KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain, Urdu Ghazal By Rahbar Jaunpuri

KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahbar Jaunpuri. KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال میں ترے پیکر کو چوم لیتے ہیں

رہبر جونپوری

خیال میں ترے پیکر کو چوم لیتے ہیں

ہم اہل ظرف ہیں پتھر کو چوم لیتے ہیں

بڑھا گئے تھے وہ عزت ہمارے گھر کی کبھی

اس احترام میں ہم در کو چوم لیتے ہیں

حیات نو کی جھلک جو ہمیں دکھاتا ہے

نظر سے ہم اسی منظر کو چوم لیتے ہیں

غریب خانے میں ہوتی ہے روشنی جس سے

ہم اس چراغ منور کو چوم لیتے ہیں

بڑا سکون ہمیں گھر میں آ کے ملتا ہے

ہم اپنے بچوں کے جب سر کو چوم لیتے ہیں

رہبر جونپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain

Rahbar Jaunpuri

KHayal mein tere paikar ko chum lete hain
hum ahl-e-zarf hain patthar ko chum lete hain

baDha gae the wo izzat hamare ghar ki kabhi
is ehtiram mein hum dar ko chum lete hain

hayat-e-nau ki jhalak jo hamein dikhata hai
nazar se hum usi manzar ko chum lete hain

gharib-KHane mein hoti hai raushni jis se
hum us charagh-e-munawwar ko chum lete hain

baDa sukun hamein ghar mein aa ke milta hai
hum apne bachchon ke jab sar ko chum lete hain

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain written by Rahbar Jaunpuri at UrduPoint. KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain is one of the masterpieces written by Rahbar Jaunpuri. You can also find the complete poetry collection of Rahbar Jaunpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahbar Jaunpuri' above.

KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.