Zikr Tera Agar Nahin Aata, Urdu Ghazal By Raheem Ramish

Zikr Tera Agar Nahin Aata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raheem Ramish. Zikr Tera Agar Nahin Aata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zikr Tera Agar Nahin Aata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذکر تیرا اگر نہیں آتا

رحیم رامش

ذکر تیرا اگر نہیں آتا

چین شام و سحر نہیں آتا

تو ہے موجود ہر جگہ لیکن

کیوں کسی کو نظر نہیں آتا

جان لے وقت کی حقیقت کو

وقت پھر لوٹ کر نہیں آتا

اب بھی ہیں اس کی منتظر نظریں

کیوں وہ جان جگر نہیں آتا

تیری صورت بسی ہے آنکھوں میں

کوئی دوجا نظر نہیں آتا

ہم نے ایسے شجر بھی دیکھے ہیں

جن پہ کوئی ثمر نہیں آتا

اپنا اپنا لکھا مقدر ہے

ہاتھ میں سب کے زر نہیں آتا

کر کے ہم بھی ذرا یہ دیکھیں گے

راس کیسے سفر نہیں آتا

جانے کس حال میں وہ ہے اب کے

کوئی لے کر خبر نہیں آتا

شاعری بھی ہے اک ہنر رامشؔ

سب کو اب یہ ہنر نہیں آتا

رحیم رامش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zikr Tera Agar Nahin Aata

Raheem Ramish

zikr tera agar nahin aata
chain sham-o-sahar nahin aata

tu hai maujud har jagah lekin
kyon kisi ko nazar nahin aata

jaan le waqt ki haqiqat ko
waqt phir lauT kar nahin aata

ab bhi hain us ki muntazir nazren
kyon wo jaan-e-jigar nahin aata

teri surat basi hai aankhon mein
koi duja nazar nahin aata

hum ne aise shajar bhi dekhe hain
jin pe koi samar nahin aata

apna apna likha muqaddar hai
hath mein sab ke zar nahin aata

kar ke hum bhi zara ye dekhenge
ras kaise safar nahin aata

jaane kis haal mein wo hai ab ke
koi le kar KHabar nahin aata

shaeri bhi hai ek hunar 'ramish'
sab ko ab ye hunar nahin aata

(370) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zikr Tera Agar Nahin Aata written by Raheem Ramish at UrduPoint. Zikr Tera Agar Nahin Aata is one of the masterpieces written by Raheem Ramish. You can also find the complete poetry collection of Raheem Ramish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raheem Ramish' above.

Zikr Tera Agar Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zikr Tera Agar Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.