Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai, Urdu Ghazal By Rahi Shahabi

Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahi Shahabi. Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے نام سی خلش کہ جو دل میں جگر میں ہے

راہی شہابی

بے نام سی خلش کہ جو دل میں جگر میں ہے

ہلچل بپا کئے ہوئے یہ بحر و بر میں ہے

جاتی ہوئی بہار کے منظر کو دیکھ کر

آتی ہوئی بہار کا منظر نظر میں ہے

ہے دید اولیں بھی یقیناً حسیں مگر

بات اور ہی نظارۂ بار دگر میں ہے

آئے گی ایک منزل بے شام و بے سحر

پنہاں یہ راز گردش شام و سحر میں ہے

راہیؔ وہ اہل دل ہیں بقول امیرؔ ہم

سارے جہاں کا درد ہمارے جگر میں ہے

راہی شہابی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai

Rahi Shahabi

be-nam si KHalish ki jo dil mein jigar mein hai
halchal bapa kiye hue ye bahr-o-bar mein hai

jati hui bahaar ke manzar ko dekh kar
aati hui bahaar ka manzar nazar mein hai

hai did awwalin bhi yaqinan hasin magar
baat aur hi nazara-e-bar-e-digar mein hai

aaegi ek manzil be-sham-o-be-sahar
pinhan ye raaz gardish-e-sham-o-sahar mein hai

'rahi' wo ahl-e-dil hain ba-qaul-e-'amir' hum
sare jahan ka dard hamare jigar mein hai

(622) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai written by Rahi Shahabi at UrduPoint. Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai is one of the masterpieces written by Rahi Shahabi. You can also find the complete poetry collection of Rahi Shahabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahi Shahabi' above.

Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-nam Si KHalish Ki Jo Dil Mein Jigar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.