Aagahi Jis Maqam Par Thahri, Urdu Ghazal By Rahman Jami

Aagahi Jis Maqam Par Thahri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahman Jami. Aagahi Jis Maqam Par Thahri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aagahi Jis Maqam Par Thahri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آگہی جس مقام پر ٹھہری

رحمان جامی

آگہی جس مقام پر ٹھہری

وہ فقط میری رہ گزر ٹھہری

جس گھڑی سامنا ہوا تیرا

وہ گھڑی جیسے عمر بھر ٹھہری

چل پڑا وقت جب ترے ہم راہ

شام ٹھہری نہ پھر سحر ٹھہری

ہر ملاقات پر ہوا محسوس

یہ ملاقات مختصر ٹھہری

میرے گھر آئی تھی خوشی لیکن

جا کے مہمان تیرے گھر ٹھہری

ہر حسیں سے گزر گئی جامیؔ

آئنے پر مری نظر ٹھہری

رحمان جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aagahi Jis Maqam Par Thahri

Rahman Jami

aagahi jis maqam par Thahri
wo faqat meri rahguzar Thahri

jis ghaDi samna hua tera
wo ghaDi jaise umr bhar Thahri

chal paDa waqt jab tere hamrah
sham Thahri na phir sahar Thahri

har mulaqat par hua mahsus
ye mulaqat muKHtasar Thahri

mere ghar aai thi KHushi lekin
ja ke mehman tere ghar Thahri

har hasin se guzar gai 'jami'
aaine par meri nazar Thahri

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aagahi Jis Maqam Par Thahri written by Rahman Jami at UrduPoint. Aagahi Jis Maqam Par Thahri is one of the masterpieces written by Rahman Jami. You can also find the complete poetry collection of Rahman Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahman Jami' above.

Aagahi Jis Maqam Par Thahri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aagahi Jis Maqam Par Thahri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.