Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin, Urdu Ghazal By Rahman Jami

Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahman Jami. Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صرف باتوں سے بہل جانے کا قائل تو نہیں

رحمان جامی

صرف باتوں سے بہل جانے کا قائل تو نہیں

دل مرا سادہ ہے احساس سے غافل تو نہیں

وار کرتا ہے نظر سے یہی قاتل تو نہیں

چوٹ کھا کر جو تڑپتا ہے مرا دل تو نہیں

شور و غل بڑھتا ہی جاتا ہے مرے کانوں میں

دل میں جو ہے وہی طوفاں لب ساحل تو نہیں

قافلے والوں نے بستر جہاں اپنے کھولے

سچ تو یہ ہے وہ مرے نام کی منزل تو نہیں

سامنا ہو تو پتہ بھی چلے پھر کون ہے کیا

میں نے مانا کہ کوئی مرے مقابل تو نہیں

محفلیں اور بھی ہیں حسن و ادا کی لیکن

تیری محفل کی طرح اب کوئی محفل تو نہیں

ہم تو تیار ہیں اک حشر اٹھانے کے لئے

آپ خود ہی کسی طوفان سے غافل تو نہیں

دور ہی سے نظر آ جاتا ہے جامیؔ تیرا

بھیڑ میں رہ کے بھی وہ بھیڑ میں شامل تو نہیں

رحمان جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin

Rahman Jami

sirf baaton se bahal jaane ka qail to nahin
dil mera sada hai ehsas se ghafil to nahin

war karta hai nazar se yahi qatil to nahin
choT kha kar jo taDapta hai mera dil to nahin

shor-o-ghul baDhta hi jata hai mere kanon mein
dil mein jo hai wahi tufan lab-e-sahil to nahin

qafile walon ne bistar jahan apne khole
sach to ye hai wo mere nam ki manzil to nahin

samna ho to pata bhi chale phir kaun hai kya
main ne mana ki koi mere muqabil to nahin

mahfilen aur bhi hain husn-o-ada ki lekin
teri mahfil ki tarah ab koi mahfil to nahin

hum to tayyar hain ek hashr uThane ke liye
aap KHud hi kisi tufan se ghafil to nahin

dur hi se nazar aa jata hai 'jami' tera
bhiD mein rah ke bhi wo bhiD mein shamil to nahin

(446) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin written by Rahman Jami at UrduPoint. Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin is one of the masterpieces written by Rahman Jami. You can also find the complete poetry collection of Rahman Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahman Jami' above.

Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sirf Baaton Se Bahal Jaane Ka Qail To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.