KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho, Urdu Ghazal By Rahmat Amrohvi

KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahmat Amrohvi. KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خرد کا لفظ جنوں کی کتاب میں نہ لکھو

رحمت امروہوی

خرد کا لفظ جنوں کی کتاب میں نہ لکھو

کسی کا جرم کسی کے حساب میں نہ لکھو

قلم لہو میں ڈبو کر لکھو جو لکھنا ہے

مگر قلم کو ڈبو کر شراب میں نہ لکھو

جوان نسل غلط رائے اخذ کر لے گی

کہانیوں کو حقیقت کے باب میں نہ لکھو

ہمارے شعر کہاں فکر و فن سے تابندہ

ہمارے شعر ابھی انتخاب میں نہ لکھو

تمہارا غم غم دوراں غم حیات کے بعد

اب اور غم دل خانہ خراب میں نہ لکھو

رحمت امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho

Rahmat Amrohvi

KHirad ka lafz junun ki kitab mein na likho
kisi ka jurm kisi ke hisab mein na likho

qalam lahu mein Dubo kar likho jo likhna hai
magar qalam ko Dubo kar sharab mein na likho

jawan nasl ghalat rae aKHz kar legi
kahaniyon ko haqiqat ke bab mein na likho

hamare sher kahan fikr-o-fan se tabinda
hamare sher abhi intiKHab mein na likho

tumhaara gham gham-e-dauran gham-e-hayat ke baad
ab aur gham dil-e-KHana-KHarab mein na likho

(435) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho written by Rahmat Amrohvi at UrduPoint. KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho is one of the masterpieces written by Rahmat Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Rahmat Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahmat Amrohvi' above.

KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.