Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai, Urdu Ghazal By Rais Farogh

Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rais Farogh. Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا نے بادل سے کیا کہا ہے

رئیس فروغ

ہوا نے بادل سے کیا کہا ہے

کہ شہر جنگل بنا ہوا ہے

جہاں مری کشتیاں نہیں تھیں

وہاں بھی سیلاب آ گیا ہے

امید اور خوف ناچتے ہیں

وہ ناچ گھر ہے مکان کیا ہے

سب اس کی باتیں گھسی پٹی ہیں

مگر وہ پیکر نیا نیا ہے

وہ جا چکا ہے پر اس کا چہرہ

اسی طرح میز پر سجا ہے

سجیلی المایوں کے پیچھے

نوکیلے شیشوں کا سلسلہ ہے

جو سائے کی سمت جا رہے ہیں

وہ میں ہوں اور ایک اژدہا ہے

کلف کے کالر پہننے والا

اک آدمی قتل ہو رہا ہے

مرا بدن جس کو چاہتا تھا

کسی نے وہ زہر پی لیا ہے

رئیس فروغ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai

Rais Farogh

hawa ne baadal se kya kaha hai
ki shahr jangal bana hua hai

jahan meri kashtiyan nahin thin
wahan bhi sailab aa gaya hai

umid aur KHauf nachte hain
wo nach-ghar hai makan kya hai

sab us ki baaten ghisi-piTi hain
magar wo paikar naya naya hai

wo ja chuka hai par us ka chehra
usi tarah mez par saja hai

sajili almariyon ke pichhe
nokile shishon ka silsila hai

jo sae ki samt ja rahe hain
wo main hun aur ek azhdaha hai

kalaf ke collar pahanne wala
ek aadmi qatl ho raha hai

mera badan jis ko chahta tha
kisi ne wo zahr pi liya hai

(600) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai written by Rais Farogh at UrduPoint. Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai is one of the masterpieces written by Rais Farogh. You can also find the complete poetry collection of Rais Farogh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rais Farogh' above.

Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Ne Baadal Se Kya Kaha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.