Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein, Urdu Ghazal By Rais Farogh

Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rais Farogh. Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر کا شہر بسا ہے مجھ میں

رئیس فروغ

شہر کا شہر بسا ہے مجھ میں

ایک صحرا بھی سجا ہے مجھ میں

کئی دن سے کوئی آوارہ خیال

راستہ بھول رہا ہے مجھ میں

رات مہکی تو پھر آنکھیں مل کے

کوئی سوتے سے اٹھا ہے مجھ میں

دھوپ ہے اور بہت ہے لیکن

چھاؤں اس سے بھی سوا ہے مجھ میں

کب سے الجھے ہیں یہ چہروں کے ہجوم

کون سا جال بچھا ہے مجھ میں

کوئی عالم نہیں بنتا میرا

رنگ خوشبو سے جدا ہے مجھ میں

ایسا لگتا ہے کہ جیسے کوئی

آئینہ ٹوٹ گیا ہے مجھ میں

آتے جاتے رہے موسم کیا کیا

جو فضا تھی وہ فضا ہے مجھ میں

رئیس فروغ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein

Rais Farogh

shahr ka shahr basa hai mujh mein
ek sahra bhi saja hai mujh mein

kai din se koi aawara KHayal
rasta bhul raha hai mujh mein

raat mahki to phir aankhen mal ke
koi sote se uTha hai mujh mein

dhup hai aur bahut hai lekin
chhanw is se bhi siwa hai mujh mein

kab se uljhe hain ye chehron ke hujum
kaun sa jal bichha hai mujh mein

koi aalam nahin banta mera
rang KHushbu se juda hai mujh mein

aisa lagta hai ki jaise koi
aaina TuT gaya hai mujh mein

aate jate rahe mausam kya kya
jo faza thi wo faza hai mujh mein

(565) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein written by Rais Farogh at UrduPoint. Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein is one of the masterpieces written by Rais Farogh. You can also find the complete poetry collection of Rais Farogh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rais Farogh' above.

Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.