Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai, Urdu Ghazal By Raj Kaushik

Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raj Kaushik. Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ مرض عشق کا بنا کیوں ہے

راج کوشک

یہ مرض عشق کا بنا کیوں ہے

درد ہی درد کی دوا کیوں ہے

اس کا ملنا اگر ہے نا ممکن

اس سے ہی عشق پھر ہوا کیوں ہے

پل دو پل ہی اسے نہارا تھا

عمر بھر کی مری سزا کیوں ہے

نظریں سب پر اگر رکھے ہے خدا

سب کی نظروں سے وہ چھپا کیوں ہے

میرے پاس آگ ہی نہیں ہے جب

میرے ہاتھوں میں اک دیا کیوں ہے

وقت رہتے سمجھ نہیں آتا

جو ملا ہے ہمیں ملا کیوں ہے

ایک حد میں تمہیں جو رہنا تھا

مجھ کو پھر اس طرح چھوا کیوں ہے

وقت دینا تو تیرا دل بدلا

بس وہ جذبہ مرا بچا کیوں ہے

راج کوشک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai

Raj Kaushik

ye maraz ishq ka bana kyun hai
dard hi dard ki dawa kyun hai

us ka milna agar hai na-mumkin
us se hi ishq phir hua kyun hai

pal-do-pal hi use nihaara tha
umr-bhar ki meri saza kyun hai

nazren sab par agar rakhe hai KHuda
sab ki nazron se wo chhupa kyun hai

mere pas aag hi nahin hai jab
mere hathon mein ek diya kyun hai

waqt rahte samajh nahin aata
jo mila hai hamein mila kyun hai

ek had mein tumhein jo rahna tha
mujh ko phir is tarah chhua kyun hai

waqt dena to tera dil badla
bas wo jazba mera bacha kyun hai

(417) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai written by Raj Kaushik at UrduPoint. Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai is one of the masterpieces written by Raj Kaushik. You can also find the complete poetry collection of Raj Kaushik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raj Kaushik' above.

Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Maraz Ishq Ka Bana Kyun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.