Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai, Urdu Ghazal By Rajat Gupta Ahd

Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajat Gupta Ahd. Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ سمندر ہے تو دریا بھی ہے

رجت گپتا عہد

وہ سمندر ہے تو دریا بھی ہے

کبھی کھارا کبھی میٹھا بھی ہے

جسم سے روح کو شکوہ بھی ہے

روح نے جسم کو پہنا بھی ہے

نظر آتا بھی ہوں اس میں میں مگر

راز اس کو مجھے رکھنا بھی ہے

فاصلے بھی ہیں رکھے مجھ سے اور

اپنے دل میں مجھے رکھتا بھی ہے

آنکھ بولے ہے لبوں پر تالے

کہہ کے سب چپ اسے رہنا بھی ہے

رجت گپتا عہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai

Rajat Gupta Ahd

wo samundar hai to dariya bhi hai
kabhi khaara kabhi miTha bhi hai

jism se ruh ko shikwa bhi hai
ruh ne jism ko pahna bhi hai

nazar aata bhi hun us mein main magar
raaz us ko mujhe rakhna bhi hai

fasle bhi hain rakhe mujh se aur
apne dil mein mujhe rakhta bhi hai

aankh bole hai labon par tale
kah ke sab chup use rahna bhi hai

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai written by Rajat Gupta Ahd at UrduPoint. Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai is one of the masterpieces written by Rajat Gupta Ahd. You can also find the complete poetry collection of Rajat Gupta Ahd by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajat Gupta Ahd' above.

Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Samundar Hai To Dariya Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.