Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha, Urdu Ghazal By Rajinder Manchanda Bani

Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajinder Manchanda Bani. Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے دوست میں خاموش کسی ڈر سے نہیں تھا

راجیندر منچندا بانی

اے دوست میں خاموش کسی ڈر سے نہیں تھا

قائل ہی تری بات کا اندر سے نہیں تھا

ہر آنکھ کہیں دور کے منظر پہ لگی تھی

بیدار کوئی اپنے برابر سے نہیں تھا

کیوں ہاتھ ہیں خالی کہ ہمارا کوئی رشتہ

جنگل سے نہیں تھا کہ سمندر سے نہیں تھا

اب اس کے لئے اس قدر آسان تھا سب کچھ

واقف وہ مگر سعی مکرر سے نہیں تھا

موسم کو بدلتی ہوئی اک موج ہوا تھی

مایوس میں بانیؔ ابھی منظر سے نہیں تھا

راجیندر منچندا بانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha

Rajinder Manchanda Bani

ai dost main KHamosh kisi Dar se nahin tha
qail hi teri baat ka andar se nahin tha

har aankh kahin daur ke manzar pe lagi thi
bedar koi apne barabar se nahin tha

kyun hath hain KHali ki hamara koi rishta
jangal se nahin tha ki samundar se nahin tha

ab us ke liye is qadar aasan tha sab kuchh
waqif wo magar sai mukarrar se nahin tha

mausam ko badalti hui ek mauj-e-hawa thi
mayus main 'bani' abhi manzar se nahin tha

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha written by Rajinder Manchanda Bani at UrduPoint. Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha is one of the masterpieces written by Rajinder Manchanda Bani. You can also find the complete poetry collection of Rajinder Manchanda Bani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajinder Manchanda Bani' above.

Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.