Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai, Urdu Ghazal By Rajinder Manchanda Bani

Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajinder Manchanda Bani. Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجیب رونا سسکنا نواح جاں میں ہے

راجیندر منچندا بانی

عجیب رونا سسکنا نواح جاں میں ہے

یہ اور کون مرے ساتھ امتحاں میں ہے

یہ رات گزرے تو دیکھوں طرف طرف کیا ہے

ابھی تو میرے لئے سب کچھ آسماں میں ہے

کٹے گا سر بھی اسی کا کہ یہ عجب کردار

کبھی الگ بھی ہے شامل بھی داستاں میں ہے

تمام شہر کو مسمار کر رہی ہے ہوا

میں دیکھتا ہوں وہ محفوظ کس مکاں میں ہے

نہ جانے کس سے تری گفتگو رہی بانیؔ

یہ ایک زہر کہ اب تک تری زباں میں ہے

راجیندر منچندا بانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai

Rajinder Manchanda Bani

ajib rona sisakna nawah-e-jaan mein hai
ye aur kaun mere sath imtihan mein hai

ye raat guzre to dekhun taraf taraf kya hai
abhi to mere liye sab kuchh aasman mein hai

kaTega sar bhi isi ka ki ye ajab kirdar
kabhi alag bhi hai shamil bhi dastan mein hai

tamam shahr ko mismar kar rahi hai hua
main dekhta hun wo mahfuz kis makan mein hai

na jaane kis se teri guftugu rahi 'bani'
ye ek zahr ki ab tak teri zaban mein hai

(380) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai written by Rajinder Manchanda Bani at UrduPoint. Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai is one of the masterpieces written by Rajinder Manchanda Bani. You can also find the complete poetry collection of Rajinder Manchanda Bani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajinder Manchanda Bani' above.

Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajib Rona Sisakna Nawah-e-jaan Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.