Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai, Urdu Ghazal By Rakhshan Hashmi

Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rakhshan Hashmi. Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ نے پھر عذاب دیکھا ہے

رخشاں ہاشمی

آنکھ نے پھر عذاب دیکھا ہے

ایک تازہ گلاب دیکھا ہے

نیند راتوں کو اب نہیں آتی

خواب ایسا خراب دیکھا ہے

سانس لینا بھی ہو گیا مشکل

جب سے آنکھوں نے خواب دیکھا ہے

جانے کیسے نشے میں ہے دل بھی

آج اس نے شراب دیکھا ہے

زخم بھی پھول جیسے ہیں رخشاںؔ

زخم تو بے حساب دیکھا ہے

رخشاں ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai

Rakhshan Hashmi

aankh ne phir azab dekha hai
ek taza gulab dekha hai

nind raaton ko ab nahin aati
KHwab aisa KHarab dekha hai

sans lena bhi ho gaya mushkil
jab se aankhon ne KHwab dekha hai

jaane kaise nashe mein hai dil bhi
aaj us ne sharab dekha hai

zaKHm bhi phul jaise hain 'raKHshan'
zaKHm to be-hisab dekha hai

(672) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai written by Rakhshan Hashmi at UrduPoint. Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai is one of the masterpieces written by Rakhshan Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Rakhshan Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rakhshan Hashmi' above.

Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.