Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki, Urdu Ghazal By Rakhshan Hashmi

Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rakhshan Hashmi. Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کی دھڑکن الجھ رہی ہے یہ کیسی سوغات غزل کی

رخشاں ہاشمی

دل کی دھڑکن الجھ رہی ہے یہ کیسی سوغات غزل کی

تار نفس پر انگلی رکھ دی چھیڑ کے تم نے بات غزل کی

اس کا چہرہ اس کی آنکھیں ایک قیامت ہائے محبت

تصویریں خود بتلاتی ہیں ساری تفصیلات غزل کی

وہی کہانی دہرائیں گے وہی نشانی پھر ڈھونڈیں گے

آدم اور حوا سے جڑی ہے اصل میں تلمیحات غزل کی

صفحۂ دل پر مصرعۂ تر کی شکل میں آنسو گرتے ہیں

درد کے بادل چھاتے ہیں تو ہوتی ہے برسات غزل کی

ہوا ہوئے وہ دن کہ غزل کرتی تھی بس محبوب سے بات

وقت کا منظر نامہ بدلا بدلی ترجیحات غزل کی

چولھے چوکے سے بے زاری فکر سخن اعصاب پہ طاری

جاگتے سوتے راہ نہاروں رخشاںؔ میں بن رات غزل کی

رخشاں ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki

Rakhshan Hashmi

dil ki dhaDkan ulajh rahi hai ye kaisi saughat ghazal ki
tar-e-nafas par ungli rakh di chheD ke tum ne baat ghazal ki

us ka chehra us ki aankhen ek qayamat hae mohabbat
taswiren KHud batlati hain sari tafsilat ghazal ki

wahi kahani dohraenge wahi nishani phir DhunDenge
aadam aur hawwa se juDi hai asl mein talmihat ghazal ki

safha-e-dil par misra-e-tar ki shakl mein aansu girte hain
dard ke baadal chhate hain to hoti hai barsat ghazal ki

hawa hue wo din ki ghazal karti thi bas mahbub se baat
waqt ka manzar-nama badla badli tarjihat ghazal ki

chulhe-chauke se be-zari fikr-e-suKHan aasab pe tari
jagte sote rah nihaarun 'raKHshan' main ban raat ghazal ki

(646) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki written by Rakhshan Hashmi at UrduPoint. Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki is one of the masterpieces written by Rakhshan Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Rakhshan Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rakhshan Hashmi' above.

Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ki DhaDkan Ulajh Rahi Hai Ye Kaisi Saughat Ghazal Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.