Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai, Urdu Ghazal By Rakib Mukhtar

Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rakib Mukhtar. Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر کے نقشے میں چٹئیل زمیں بنائی گئی

راکب مختار

سفر کے نقشے میں چٹئیل زمیں بنائی گئی

کہ اس میں ایک بھی جھاڑی نہیں بنائی گئی

یہ سرحدیں تو بہت بعد میں بنیں پہلے

دلوں کی طرح کشادہ زمیں بنائی گئی

گھٹے گھٹے سے کئی دوست بھی تو رہنے ہیں

یہ سوچ کر ہی کھلی آستیں بنائی گئی

غزل غزل میں بڑا فرق ہے مرے بھائی

کہیں اتاری گئی ہے کہیں بنائی گئی

کسی نے رنگوں میں راکبؔ گلاب گوندھے نہیں

کسی سے شکل تمہاری نہیں بنائی گئی

راکب مختار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai

Rakib Mukhtar

safar ke naqshe mein chatiyal zamin banai gai
ki us mein ek bhi jhaDi nahin banai gai

ye sarhaden to bahut baad mein banin pahle
dilon ki tarah kushada zamin banai gai

ghuTe ghuTe se kai dost bhi to rahne hain
ye soch kar hi khuli aastin banai gai

ghazal ghazal mein baDa farq hai mere bhai
kahin utari gai hai kahin banai gai

kisi ne rangon mein 'rakib' gulab gundhe nahin
kisi se shakl tumhaari nahin banai gai

(1160) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai written by Rakib Mukhtar at UrduPoint. Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai is one of the masterpieces written by Rakib Mukhtar. You can also find the complete poetry collection of Rakib Mukhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rakib Mukhtar' above.

Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Ke Naqshe Mein Chatiyal Zamin Banai Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.