Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad, Urdu Ghazal By Ram Daas

Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ram Daas. Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے ملی ہے اگر انفرادیت کی سند

رام داس

مجھے ملی ہے اگر انفرادیت کی سند

بچا کے لایا ہوں اپنی صلاحیت کی سند

بھلا دئیے ہیں الف لیلوی سبھی قصے

غزل نے جب سے مجھے دی جدیدیت کی سند

پریشاں حال ہے ہر شخص اس زمانے میں

ملی ہے کس کو یہاں خیر و عافیت کی سند

تھا اپنے شہر میں مدت سے اجنبی کی طرح

جناب مجھ کو ملی آج شہریت کی سند

تم ایک اہل سخن ہو ادب کے تارے ہو

تم اپنے عہد سے لو اپنی اہمیت کی سند

خدا کا شکر ہے اے رامؔ اس زمانے میں

میں زندہ ہوں ہے یہی میری خیریت کی سند

رام داس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad

Ram Daas

mujhe mili hai agar infiradiyat ki sanad
bacha ke laya hun apni salahiyat ki sanad

bhula diye hain alif-lailwi sabhi qisse
ghazal ne jab se mujhe di jadidiyat ki sanad

pareshan-haal hai har shaKHs is zamane mein
mili hai kis ko yahan KHair-o-afiyat ki sanad

tha apne shahr mein muddat se ajnabi ki tarah
janab mujh ko mili aaj shahriyat ki sanad

tum ek ahl-e-suKHan ho adab ke tare ho
tum apne ahd se lo apni ahmiyat ki sanad

KHuda ka shukr hai a 'ram' is zamane mein
main zinda hun hai yahi meri KHairiyat ki sanad

(392) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad written by Ram Daas at UrduPoint. Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad is one of the masterpieces written by Ram Daas. You can also find the complete poetry collection of Ram Daas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ram Daas' above.

Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Mili Hai Agar Infiradiyat Ki Sanad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.