KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai, Urdu Ghazal By Ram Krishn Muztar
KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ram Krishn Muztar. KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai on this page of UrduPoint.
خراماں شاہد سیمیں بدن ہے
رام کرشن مضطر
خراماں شاہد سیمیں بدن ہے
قیامت آسمانی پیرہن ہے
تبسم ہے کہ موج نور و نکہت
نظر ہے یا محبت کی کرن ہے
مری مستی کا اندازہ ہے کس کو
نگاہ ناز میری ہم سخن ہے
وہ میری زندگی پر حکمراں ہیں
مرے بس میں نہ یہ تن ہے نہ من ہے
ہزاروں رنگ ہیں میری نظر میں
تصور میں کسی کی انجمن ہے
خیالوں میں مرے لہرا رہی ہیں
وہ زلفیں جن میں بوئے یاسمن ہے
ابھی اس میں خزاں آنے نہ پائے
یہ نو رس آرزوؤں کا چمن ہے
کہاں اب وہ مذاق سرفروشی
زباں پر قصۂ دار و رسن ہے
نہیں بدلے ترے مضطرؔ کے انداز
وہی مستی وہی دیوانہ پن ہے
رام کرشن مضطر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai
Ram Krishn Muztar
qayamat aasmani pairahan hai
tabassum hai ki mauj-e-nur-o-nikhat
nazar hai ya mohabbat ki kiran hai
meri masti ka andaza hai kis ko
nigah-e-naz meri ham-suKHan hai
wo meri zindagi par hukmaran hain
mere bas mein na ye tan hai na man hai
hazaron rang hain meri nazar mein
tasawwur mein kisi ki anjuman hai
KHayalon mein mere lahra rahi hain
wo zulfen jin mein bu-e-yasaman hai
abhi is mein KHizan aane na pae
ye nau-ras aarzuon ka chaman hai
kahan ab wo mazaq-e-sarfaroshi
zaban par qissa-e-dar-o-rasan hai
nahin badle tere 'muztar' ke andaz
wahi masti wahi diwana-pan hai
(404) ووٹ وصول ہوئے
Related Ram Krishn Muztar Poetry
Related Poetry
More Ram Krishn Muztar Poetry
پھر کوئی خلش نزد رگ جاں تو نہیں ہے
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Phir Koi Khalish Nazd-e-rag-e-jaan To Nahin Hai
درد حیات عشق ہے نغمۂ جاں گداز میں
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Dard-e-hayat-e-ishq Hai Naghma-e-jaan-gudaz Mein
کیا کیا دل مضطر کے ارمان مچلتے ہیں
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Kya Kya Dil-e-muztar Ke Arman Machalte Hain
پھر بھیگ چلیں آنکھیں چلنے لگی پروائی
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Phir Bhig Chalin Aankhen Chalne Lagi Purwai
محبت حاصل دنیا و دیں ہے
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Mohabbat Hasil-e-duniya-o-din Hai
خراماں شاہد سیمیں بدن ہے
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Khiraman Shahid-e-simin Badan Hai
میرے تصورات میں اب کوئی دوسرا نہیں
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Mere Tasawwuraat Mein Ab Koi Dusra Nahin
رقص شباب و رنگ بہاراں نظر میں ہے
Ram Krishn Muztar - رام کرشن مضطر
Raqs-e-shabab-o-rang-e-bahaaran Nazar Mein Hai
You can read KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai written by Ram Krishn Muztar at UrduPoint. KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai is one of the masterpieces written by Ram Krishn Muztar. You can also find the complete poetry collection of Ram Krishn Muztar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ram Krishn Muztar' above.
KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHiraman Shahid-e-simin Badan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.