Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti, Urdu Ghazal By Ram Krishn Muztar

Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ram Krishn Muztar. Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب غم کی سحر نہیں ہوتی

رام کرشن مضطر

شب غم کی سحر نہیں ہوتی

داستاں مختصر نہیں ہوتی

جب کسی کی نظر نہیں ہوتی

ہم کو اپنی خبر نہیں ہوتی

بعض اوقات اپنے دل پر بھی

اہل دل کی نظر نہیں ہوتی

ڈگمگاتے نہیں قدم جس جا

وہ تری رہ گزر نہیں ہوتی

جس مسرت میں غم نہ ہو شامل

وہ کبھی معتبر نہیں ہوتی

درد جب خود ہی اپنا درماں ہو

منت چارہ گر نہیں ہوتی

دل مضطرؔ سے جو نکلتی ہے

وہ صدا بے اثر نہیں ہوتی

رام کرشن مضطر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti

Ram Krishn Muztar

shab-e-gham ki sahar nahin hoti
dastan muKHtasar nahin hoti

jab kisi ki nazar nahin hoti
hum ko apni KHabar nahin hoti

baz auqat apne dil par bhi
ahl-e-dil ki nazar nahin hoti

Dagmagate nahin qadam jis ja
wo teri rahguzar nahin hoti

jis masarrat mein gham na ho shamil
wo kabhi mo'atabar nahin hoti

dard jab KHud hi apna darman ho
minnat-e-chaara-gar nahin hoti

dil-e-'muztar' se jo nikalti hai
wo sada be-asar nahin hoti

(5323) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti written by Ram Krishn Muztar at UrduPoint. Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti is one of the masterpieces written by Ram Krishn Muztar. You can also find the complete poetry collection of Ram Krishn Muztar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ram Krishn Muztar' above.

Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-gham Ki Sahar Nahin Hoti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.