Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha, Urdu Ghazal By Ramesh Kanwal

Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ramesh Kanwal. Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی کی آنکھوں میں بے حد حسین منظر تھا

رمیش کنول

کسی کی آنکھوں میں بے حد حسین منظر تھا

مرا بدن تھا جزیرہ وہ اک سمندر تھا

وہ جلتے پنکھ لیے بڑھ رہا تھا میری طرف

مری رگوں میں ٹھہرتا ہوا دسمبر تھا

جو ایک جگنو سا بجھتا رہا دمکتا رہا

وہ اجنبی تو شناساؤں سے بھی بہتر تھا

برائے نام تو پانی تھا اس کے چاروں طرف

مگر جو ٹھہرا تو صحرا میں وہ شناور تھا

عجیب بات بتائی ہے جگنوؤں نے ہمیں

وہ بوڑھا سادھو نہیں خوفناک خنجر تھا

کنولؔ تھی تیز ہوائیں مرے تعاقب میں

میں اپنے وقت کا جلتا ہوا کلنڈر تھا

رمیش کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha

Ramesh Kanwal

kisi ki aankhon mein behad hasin manzar tha
mera badan tha jazira wo ek samundar tha

wo jalte pankh liye baDh raha tha meri taraf
meri ragon mein Thaharta hua december tha

jo ek jugnu sa bujhta raha damakta raha
wo ajnabi to shanasaon se bhi behtar tha

barae nam to pani tha us ke chaaron taraf
magar jo Thahra to sahra mein wo shanawar tha

ajib baat batai hai jugnuon ne hamein
wo buDha sadhu nahin KHaufnak KHanjar tha

'kanwal' thi tez hawaen mere taaqub mein
main apne waqt ka jalta hua calendar tha

(618) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha written by Ramesh Kanwal at UrduPoint. Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha is one of the masterpieces written by Ramesh Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Ramesh Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ramesh Kanwal' above.

Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.