Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya, Urdu Ghazal By Ramesh Tanha

Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ramesh Tanha. Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی دوسروں سے ڈرا دیا کبھی اپنے آپ سے ڈر گیا

رمیش تنہا

کبھی دوسروں سے ڈرا دیا کبھی اپنے آپ سے ڈر گیا

مرا سایہ ساتھ رہا مرے میں جہاں گیا میں جدھر گیا

مرے دل میں کتنے سراب ہیں مری روح کا جو عذاب ہے

انہیں دیکھ کر میں لرز اٹھا انہیں سوچ کر میں بکھر گیا

مری زیست کی جو اساس ہے مری سانس محض قیاس ہے

مجھے پھر بھی جینے کی آس ہے میں کہ ڈوب ڈوب ابھر گیا

نہ میں پھول ہوں نہ میں خار ہوں نہ نشہ ہوں میں نہ خمار ہوں

میں تو ایک مشت غبار ہوں جو ہوا چلی تو بکھر گیا

مرا نام یوں تو ہے زندگی مجھے موت سے ملی روشنی

مری رمز کو وہی پا سکا جو بھی خود سے بچ کے گزر گیا

نہ میں دھوپ ہوں نہ میں داغ ہوں نہ مزار کا میں چراغ ہوں

میں تو زندگی کا سراغ ہوں جسے تو خلاؤں میں بھر گیا

میں خبر ہوں کوئی کہ خواب ہوں ترے ہونے کا کہ جواب ہوں

میں وہ دشت دشت سراب ہوں جو جنم کے ساتھ ہی مر گیا

رمیش تنہا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya

Ramesh Tanha

kabhi dusron se Dara diya kabhi apne aap se Dar gaya
mera saya sath raha mere main jahan gaya main jidhar gaya

mere dil mein kitne sarab hain meri ruh ka jo azab hai
unhen dekh kar main laraz uTha unhen soch kar main bikhar gaya

meri zist ki jo asas hai meri sans mahz qayas hai
mujhe phir bhi jine ki aas hai main ki Dub Dub ubhar gaya

na main phul hun na main KHar hun na nasha hun main na KHumar hun
main to ek musht-e-ghubar hun jo hawa chali to bikhar gaya

mera nam yun to hai zindagi mujhe maut se mili raushni
meri ramz ko wahi pa saka jo bhi KHud se bach ke guzar gaya

na main dhup hun na main dagh hun na mazar ka main charagh hun
main to zindagi ka suragh hun jise tu KHalaon mein bhar gaya

main KHabar hun koi ki KHwab hun tere hone ka ki jawab hun
main wo dasht dasht sarab hun jo janam ke sath hi mar gaya

(324) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya written by Ramesh Tanha at UrduPoint. Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya is one of the masterpieces written by Ramesh Tanha. You can also find the complete poetry collection of Ramesh Tanha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ramesh Tanha' above.

Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Dusron Se Dara Diya Kabhi Apne Aap Se Dar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.