Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai, Urdu Ghazal By Rana Mohammad Yusuf

Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rana Mohammad Yusuf. Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسے کٹا یہ شب کا سفر دیکھنا بھی ہے

رانا محمد یوسف

کیسے کٹا یہ شب کا سفر دیکھنا بھی ہے

بجھتے دیے نے وقت سحر دیکھنا بھی ہے

بے نام چاہتوں کا اثر دیکھنا بھی ہے

شاخ نظر پہ حسن ثمر دیکھنا بھی ہے

اب کے اسے قریب سے چھونا بھی ہے ضرور

پتھر ہے آئنہ کہ گہر دیکھنا بھی ہے

یہ شہر چھوڑنا ہے مگر اس سے پیشتر

اس بے وفا کو ایک نظر دیکھنا بھی ہے

ان آنسوؤں کے ساتھ بصارت ہی بہہ نہ جائے

اتنا نہ رو اے دیدۂ تر دیکھنا بھی ہے

ممکن نہیں ہے اس کو لگاتار دیکھنا

رک رک کے اس کو دیکھ اگر دیکھنا بھی ہے

منظر ہے دل خراش مگر دل کا کیا کریں

گو دیکھنا نہیں ہے مگر دیکھنا بھی ہے

اس آس پر کھڑے ہیں کہ اک بار یوسفیؔ

اس نے ذرا پلٹ کے ادھر دیکھنا بھی ہے

رانا محمد یوسف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai

Rana Mohammad Yusuf

kaise kaTa ye shab ka safar dekhna bhi hai
bujhte diye ne waqt-e-sahar dekhna bhi hai

be-nam chahaton ka asar dekhna bhi hai
shaKH-e-nazar pe husn-e-samar dekhna bhi hai

ab ke use qarib se chhuna bhi hai zarur
patthar hai aaina ki guhar dekhna bhi hai

ye shahr chhoDna hai magar is se peshtar
us bewafa ko ek nazar dekhna bhi hai

in aansuon ke sath basarat hi bah na jae
itna na ro ai dida-e-tar dekhna bhi hai

mumkin nahin hai us ko lagatar dekhna
ruk ruk ke us ko dekh agar dekhna bhi hai

manzar hai dil-KHarash magar dil ka kya karen
go dekhna nahin hai magar dekhna bhi hai

is aas par khaDe hain ki ek bar 'yusufi'
us ne zara palaT ke idhar dekhna bhi hai

(340) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai written by Rana Mohammad Yusuf at UrduPoint. Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai is one of the masterpieces written by Rana Mohammad Yusuf. You can also find the complete poetry collection of Rana Mohammad Yusuf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rana Mohammad Yusuf' above.

Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaise KaTa Ye Shab Ka Safar Dekhna Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.