Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Rao Mohammad Umar

Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rao Mohammad Umar. Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بس قنوطی بھی نہیں میں اور رجائی بھی نہیں

راؤ محمد عمر

بس قنوطی بھی نہیں میں اور رجائی بھی نہیں

جو نہیں ہوں تجھ کو وہ صورت دکھائی بھی نہیں

ایک عرصہ ہو گیا لب پر دھری تھی اک غزل

اس نے پوچھا بھی نہیں میں نے سنائی بھی نہیں

ہم نے تیرے ذوق کی خاطر کیا خود کو تباہ

خون بھی تھوکا بہت شہرت کمائی بھی نہیں

جانتے تھے عدل حاکم کی حقیقت اس لئے

نہ کوئی زنجیر کھینچی دی دہائی بھی نہیں

کیا کہوں اے ہوش مندا بے خودی کی لذتیں

اس کا تو نعم البدل ساری خدائی بھی نہیں

راؤ محمد عمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin

Rao Mohammad Umar

bas qunuti bhi nahin main aur rajai bhi nahin
jo nahin hun tujh ko wo surat dikhai bhi nahin

ek arsa ho gaya lab par dhari thi ek ghazal
us ne puchha bhi nahin main ne sunai bhi nahin

hum ne tere zauq ki KHatir kiya KHud ko tabah
KHun bhi thuka bahut shohrat kamai bhi nahin

jaante the adl-e-hakim ki haqiqat is liye
na koi zanjir khinchi di duhai bhi nahin

kya kahun ai hosh-manda be-KHudi ki lazzaten
is ka to nemul-badal sari KHudai bhi nahin

(432) ووٹ وصول ہوئے

You can read Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin written by Rao Mohammad Umar at UrduPoint. Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Rao Mohammad Umar. You can also find the complete poetry collection of Rao Mohammad Umar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rao Mohammad Umar' above.

Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bas Qunuti Bhi Nahin Main Aur Rajai Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.