Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna, Urdu Ghazal By Rao Mohammad Umar

Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rao Mohammad Umar. Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ تیرا خانۂ دل میں بھی رہنا اور جدا رہنا

راؤ محمد عمر

یہ تیرا خانۂ دل میں بھی رہنا اور جدا رہنا

کہاں سے سیکھا تو نے اے بت کافر خدا رہنا

عصائے دل تمیز حق و باطل کھینچ دیتا ہے

اسے بخشا گیا ہے دہر میں یوں حق نما رہنا

حسد لالچ فریب و مکر نفرت سب ملاوٹ ہے

کہ انساں مرتبت لازم ہے ان سے ماورا رہنا

تری قسمت میں لکھا ہے اے دل اس شہر بے حس میں

کسی مفلس کی کٹیا کے دیے سا بس بجھا رہنا

عجب یہ سانحہ ہے فردی تنہائی و یکتائی

کسی کے قرب میں ہوتے ہوئے بھی دوسرا رہنا

راؤ محمد عمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna

Rao Mohammad Umar

ye tera KHana-e-dil mein bhi rahna aur juda rahna
kahan se sikha tu ne ai but-e-kafir KHuda rahna

asa-e-dil tamiz-e-haqq-o-baatil khinch deta hai
use baKHsha gaya hai dahr mein yun haq-numa rahna

hasad lalach fareb-o-makr nafrat sab milawaT hai
ki insan-martabat lazim hai in se mawara rahna

teri qismat mein likkha hai ai dil is shahr-e-behis mein
kisi muflis ki kuTiya ke diye sa bas bujha rahna

ajab ye saneha hai fardi tanhai-o-yaktai
kisi ke qurb mein hote hue bhi dusra rahna

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna written by Rao Mohammad Umar at UrduPoint. Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna is one of the masterpieces written by Rao Mohammad Umar. You can also find the complete poetry collection of Rao Mohammad Umar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rao Mohammad Umar' above.

Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Tera KHana-e-dil Mein Bhi Rahna Aur Juda Rahna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.