Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu, Urdu Ghazal By Raoof Ameer

Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raoof Ameer. Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بارش نہیں لاتی کبھی افلاک سے خوشبو

رؤف امیر

بارش نہیں لاتی کبھی افلاک سے خوشبو

خود جھوم کے اٹھتی ہے اسی خاک سے خوشبو

اس باغ طلسمات کے پھولوں کا تو کیا ذکر

آتی ہے وہاں کے خس و خاشاک سے خوشبو

سو منظر خوں رنگ تھے کونپل سے کلی تک

پھوٹی نہیں یونہی گل صد چاک سے خوشبو

احساس کو چھو جائے تو چھو جائے وگرنہ

رہتی ہے گریزاں حد ادراک سے خوشبو

محسوس تو ہوتی ہے اگر کوئی کرے تو

اجداد کی اجداد کی املاک سے خوشبو

رؤف امیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu

Raoof Ameer

barish nahin lati kabhi aflak se KHushbu
KHud jhum ke uThti hai isi KHak se KHushbu

is bagh-e-tilismat ke phulon ka to kya zikr
aati hai wahan ke KHas-o-KHashak se KHushbu

so manzar-e-KHun-rang the konpal se kali tak
phuTi nahin yunhi gul-e-sad-chaak se KHushbu

ehsas ko chhu jae to chhu jae wagarna
rahti hai gurezan had-e-idrak se KHushbu

mahsus to hoti hai agar koi kare to
ajdad ki ajdad ki imlak se KHushbu

(627) ووٹ وصول ہوئے

You can read Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu written by Raoof Ameer at UrduPoint. Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu is one of the masterpieces written by Raoof Ameer. You can also find the complete poetry collection of Raoof Ameer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raoof Ameer' above.

Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barish Nahin Lati Kabhi Aflak Se KHushbu, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.