Aawaz Ka Wahm, Urdu Nazam By Rasheed Afroz

Aawaz Ka Wahm is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Rasheed Afroz. Aawaz Ka Wahm comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aawaz Ka Wahm on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آواز کا وہم

رشید افروز

کون تھا

کس نے پکارا تھا مجھے

کوئی نہیں

کوئی نہیں بس وہم تھا

وہم کی آواز نے چونکا دیا

اس زمیں پر

کیا کوئی ایسا نہیں جو مجھے آواز دے

اک خلا ہے اور

خلا کے اس طرف

تیرگی ہی تیرگی

تیرگی کی آنکھ میں

تشنگی ہی تشنگی

ہاں مگر اس تیرگی

اس تشنگی

اس خلا کے اس طرف

کوئی تو ہے

رشید افروز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aawaz Ka Wahm

Rasheed Afroz

kaun tha
kis ne pukara tha mujhe
koi nahin
koi nahin bas wahm tha
wahm ki aawaz ne chaunka diya
is zamin par
kya koi aisa nahin jo mujhe aawaz de
ek KHala hai aur
KHala ke us taraf
tirgi hi tirgi
tirgi ki aankh mein
tishnagi hi tishnagi
han magar is tirgi
is tishnagi
is KHala ke us taraf
koi to hai

(752) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aawaz Ka Wahm written by Rasheed Afroz at UrduPoint. Aawaz Ka Wahm is one of the masterpieces written by Rasheed Afroz. You can also find the complete poetry collection of Rasheed Afroz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheed Afroz' above.

Aawaz Ka Wahm is a widely read Urdu Nazam. If you like Aawaz Ka Wahm, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.