Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main, Urdu Ghazal By Rasikh Shahid

Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasikh Shahid. Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بازار حسن و شوق میں کمتر نہیں ہوں میں

راسخ شاہد

بازار حسن و شوق میں کمتر نہیں ہوں میں

چھو کر مجھے بھی دیکھ کہ خنجر نہیں ہوں میں

جس میکدے میں جام اچھالے نہیں گئے

اس میکدے میں ہونے سے بہتر نہیں ہوں میں

باندھی گئی ہے پیر میں زنجیر کس لیے

میں تو ہوں اک خیال کہ پیکر نہیں ہوں میں

تازہ رہوں گا قلب و خرد میں ہر ایک وقت

جس کو بلا سکو گے وہ منظر نہیں ہوں میں

اب بھی ہیں کچھ نقاب ہٹانے ہیں جو مجھے

دار و رسن کے قد کے برابر نہیں ہوں میں

گھبرا گئے ہو دیکھ کے وسعت مری کہ میں

بس ایک آب جو ہوں سمندر نہیں ہوں میں

دیکھو مجھے کہ مجھ میں ہیں روشن جہاں کے راز

رستے میں جو پڑا ہے وہ پتھر نہیں ہوں میں

ہیں انتظار میں سبھی راسخؔ یہاں پہ کیوں

نکلے گا کیسے چاند جو چھت پر نہیں ہوں میں

راسخ شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main

Rasikh Shahid

bazar-e-husn-o-shauq mein kamtar nahin hun main
chhu kar mujhe bhi dekh ki KHanjar nahin hun main

jis mai-kade mein jam uchhaale nahin gae
us mai-kade mein hone se behtar nahin hun main

bandhi gai hai pair mein zanjir kis liye
main to hun ek KHayal ki paikar nahin hun main

taza rahunga qalb-o-KHirad mein har ek waqt
jis ko bula sakoge wo manzar nahin hun main

ab bhi hain kuchh naqab haTane hain jo mujhe
dar-o-rasan ke qad ke barabar nahin hun main

ghabra gae ho dekh ke wusat meri ki main
bas ek aabju hun samundar nahin hun main

dekho mujhe ki mujh mein hain raushan jahan ke raaz
raste mein jo paDa hai wo patthar nahin hun main

hain intizar mein sabhi 'rasiKH' yahan pe kyon
niklega kaise chand jo chhat par nahin hun main

(564) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main written by Rasikh Shahid at UrduPoint. Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main is one of the masterpieces written by Rasikh Shahid. You can also find the complete poetry collection of Rasikh Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasikh Shahid' above.

Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bazar-e-husn-o-shauq Mein Kamtar Nahin Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.