Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye, Urdu Ghazal By Rasool Saqi

Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasool Saqi. Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر سے نکل کے آئے ہیں بازار کے لئے

رسول ساقی

گھر سے نکل کے آئے ہیں بازار کے لئے

یہ بھیڑ بھاڑ اچھی ہے بیکار کے لئے

ہم یار کے لئے ہیں نہ دیدار کے لئے

ٹیرس پہ آ کے بیٹھے ہیں اخبار کے لئے

دل جوئی کر رہا ہے بہت دیر سے طبیب

کیا آخری دوا ہے یہ بیمار کے لئے

میں نے تو اس دیار میں سب کچھ لٹا دیا

دنیا سفر پہ جاتی ہے گھر بار کے لئے

میرے دل تباہ میں اتنی جگہ کہاں

اس نے جگہ نکالی ہے دیوار کے لئے

تم نے تو مانا جرم کا اقرار کر لیا

لیکن مجھے سزا ملی انکار کے لئے

اے ماہرو امید کی کوئی کرن تو ہو

ہم جیسے تیرگی کے گرفتار کے لئے

ایسا نہیں کہ شہر میں آسانیاں نہ ہوں

لیکن وہ سب ہیں لمحۂ دشوار کے لئے

رسول ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye

Rasool Saqi

ghar se nikal ke aae hain bazar ke liye
ye bhiD-bhaD achchhi hai be-kar ke liye

hum yar ke liye hain na didar ke liye
Tairis pe aa ke baiThe hain aKHbar ke liye

dil-jui kar raha hai bahut der se tabib
kya aaKHiri dawa hai ye bimar ke liye

main ne to is dayar mein sab kuchh luTa diya
duniya safar pe jati hai ghar-bar ke liye

mere dil-e-tabah mein itni jagah kahan
us ne jagah nikali hai diwar ke liye

tum ne to mana jurm ka iqrar kar liya
lekin mujhe saza mili inkar ke liye

ai mah-ru umid ki koi kiran to ho
hum jaise tirgi ke giraftar ke liye

aisa nahin ki shahar mein aasaniyan na hun
lekin wo sab hain lamha-e-dushwar ke liye

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye written by Rasool Saqi at UrduPoint. Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye is one of the masterpieces written by Rasool Saqi. You can also find the complete poetry collection of Rasool Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasool Saqi' above.

Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Se Nikal Ke Aae Hain Bazar Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.