Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai, Urdu Ghazal By Rehman Musawwir
Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rehman Musawwir. Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai on this page of UrduPoint.
کبھی باہر نہیں آتی سدا پردے میں رہتی ہے
رحمان مصور
کبھی باہر نہیں آتی سدا پردے میں رہتی ہے
خدا جانے تمنا کس کے بہکاوے میں رہتی ہے
تمہارا ساتھ میری زندگی بھر کی کمائی تھی
گئے ہو جب سے تم یہ زندگی گھاٹے میں رہتی ہے
جسے ہم لوگ مل کر آشرم میں چھوڑ آئے تھے
وہ چرخا کاتتی ہے چاند کے چہرے میں رہتی ہے
اسے ہم پر تو دیتے ہیں مگر اڑنے نہیں دیتے
ہماری بیٹی بلبل ہے مگر پنجرے میں رہتی ہے
کماں سے تیر چھوٹے تو کبھی واپس نہیں آتا
مگر اس کو غلط فہمی میرے بارے میں رہتی ہے
وہ جب تک لوٹ کر اسکول سے گھر آ نہیں جاتا
ہماری جان اٹکی ہر گھڑی بیٹے میں رہتی ہے
ٹھہرنے ہی نہیں دیتی ہیں گھر میں شہر کی خبریں
ذرا باہر نکلتے ہیں تو جاں خطرے میں رہتی ہے
رحمان مصور
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai
Rehman Musawwir
KHuda jaane tamanna kis ke bahkawe mein rahti hai
tumhaara sath meri zindagi bhar ki kamai thi
gae ho jab se tum ye zindagi ghaTe mein rahti hai
jise hum log mil kar aashram mein chhoD aae the
wo charKHa katti hai chand ke chehre mein rahti hai
use hum par to dete hain magar uDne nahin dete
hamari beTi bulbul hai magar pinjre mein rahti hai
kaman se tir chhuTe to kabhi wapas nahin aata
magar us ko ghalat-fahmi mere bare mein rahti hai
wo jab tak lauT kar school se ghar aa nahin jata
hamari jaan aTki har ghaDi beTe mein rahti hai
Thaharne hi nahin deti hain ghar mein shahr ki KHabren
zara bahar nikalte hain to jaan KHatre mein rahti hai
(745) ووٹ وصول ہوئے
Related Rehman Musawwir Poetry
Related Poetry
More Rehman Musawwir Poetry
یوں آنے والے اکیلے پن کے لیے میں یادیں بنا رہا ہوں
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Yun Aane Wale Akele-pan Ke Liye Main Yaaden Bana Raha Hun

وہ کہتے تھے کہ دیکھو چینٹیوں کے پر نکل آئے
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Wo Kahte The Ki Dekho Chintiyon Ke Par Nikal Aae

پچھلی شب خواب محبت کا دکھایا گیا تھا
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Pichhli Shab Khwab Mohabbat Ka Dikhaya Gaya Tha

سرمئی شام کے خواب اوڑھے ہوئے کوئی آتا رہا کوئی جاتا رہا
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Surmai Sham Ke Khwab Odhe Hue Koi Aata Raha Koi Jata Raha

اسی بازار تک بس روشنی ہے
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Isi Bazar Tak Bas Raushni Hai

میں باہر سے اچک کر دیکھتا ہوں (ردیف .. ے)
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Main Bahar Se Uchak Kar Dekhta Hun

چمک یوں ہی نہیں لفظوں میں آئی
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Chamak Yunhi Nahin Lafzon Mein Aai

یہ تعلق کے تقاضوں کو بھی کھا جاتا ہے
Rehman Musawwir - رحمان مصور
Ye Talluq Ke Taqazon Ko Bhi Kha Jata Hai

You can read Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai written by Rehman Musawwir at UrduPoint. Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai is one of the masterpieces written by Rehman Musawwir. You can also find the complete poetry collection of Rehman Musawwir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rehman Musawwir' above.
Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.