Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par, Urdu Ghazal By Riyaz Latif

Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyaz Latif. Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ریت ہے اظہار کے پانی کے پار

ریاض لطیف

ریت ہے اظہار کے پانی کے پار

اور ویرانی ہے ویرانی کے پار

موت کی تشکیل سے ابھرا ہوا

کون ہے میری فراوانی کے پار

آ نہ پائی مجھ تلک یہ کائنات

رہ گئی سانسوں کی طغیانی کے پار

پھیل کر تجھ میں نہ بس جاؤں کہیں

رنگ مجھ کو رنگ امکانی کے پار

کون پھوٹے گا عدم کی کوکھ سے

کون لافانی ہے لافانی کے پار

چھوڑ اب مفہوم کی اجڑی قبا

کچھ نہیں معنی کی عریانی کے پار

ریاض لطیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par

Riyaz Latif

ret hai izhaar ke pani ke par
aur virani hai virani ke par

maut ki tashkil se ubhra hua
kaun hai meri farawani ke par

aa na pai mujh talak ye kaenat
rah gai sanson ki tughyani ke par

phail kar tujh mein na bas jaun kahin
rang mujh ko rang-e-imkani ke par

kaun phuTega adam ki kokh se
kaun la-fani hai la-fani ke par

chhoD ab mafhum ki ujDi qaba
kuchh nahin mani ki uryani ke par

(398) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par written by Riyaz Latif at UrduPoint. Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par is one of the masterpieces written by Riyaz Latif. You can also find the complete poetry collection of Riyaz Latif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyaz Latif' above.

Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.