Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye, Urdu Ghazal By Rizwan Banarsi
Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rizwan Banarsi. Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye on this page of UrduPoint.
یہ اشک غم نہیں اظہار بیکسی کے لئے
رضوان بنارسی
یہ اشک غم نہیں اظہار بیکسی کے لئے
چراغ میں نے جلائے تھے روشنی کے لئے
ترے شباب کی خوشبو ہو جن کے دامن میں
کہاں سے لاؤں وہ الفاظ شاعری کے لئے
خوشی کے ساتھ غموں کا بھی کچھ سلیقہ ہو
شعور درد بھی لازم ہے آدمی کے لئے
فریب جبہ و دستار دے نہ یوں مجھ کو
خلوص شرط ہے اے دوست بندگی کے لئے
کسی کو آج یہاں آخرت کی فکر نہیں
سب اہتمام ہے دو دن کی زندگی کے لئے
ہر ایک سانس میں کم ہو رہی ہے عمر رواں
اجل سے ہاتھ ملاتا ہوں زندگی کے لئے
یہ اور بات نہ موقع ملا سنانے کا
غزل کہی تھی یہ رضواںؔ نے آپ ہی کے لئے
رضوان بنارسی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye
Rizwan Banarsi
charagh main ne jalae the raushni ke liye
tere shabab ki KHushbu ho jin ke daman mein
kahan se laun wo alfaz shaeri ke liye
KHushi ke sath ghamon ka bhi kuchh saliqa ho
shuur-e-dard bhi lazim hai aadmi ke liye
fareb-e-jubba-o-dastar de na yun mujh ko
KHulus shart hai ai dost bandagi ke liye
kisi ko aaj yahan aaKHirat ki fikr nahin
sab ehtimam hai do din ki zindagi ke liye
har ek sans mein kam ho rahi hai umr-e-rawan
ajal se hath milata hun zindagi ke liye
ye aur baat na mauqa mila sunane ka
ghazal kahi thi ye 'rizwan' ne aap hi ke liye
(449) ووٹ وصول ہوئے
Related Rizwan Banarsi Poetry
More Rizwan Banarsi Poetry
اچھوں سے پتہ چلتا ہے انساں کو بروں کا
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Achchhon Se Pata Chalta Hai Insan Ko Buron Ka
ناآشنائے دل ہے ناآشنائے اردو
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Na-ashna-e-dil Hai Na-ashna-e-urdu
یہ اشک غم نہیں اظہار بیکسی کے لئے
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye
نہ دشت میں نہ چمن میں نہ گھر میں رکھا تھا
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Na Dasht Mein Na Chaman Mein Na Ghar Mein Rakkha Tha
بچھڑ گیا ہوں مرا کارواں نہیں ملتا
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Bichhad Gaya Hun Mera Karwan Nahin Milta
کبھی شیشہ کبھی آہن کبھی پتھر بناتا ہوں
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Kabhi Shisha Kabhi Aahan Kabhi Patthar Banata Hun
ساقی ترے ساغر کے طلب گار بہت ہیں
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Saqi Tere Saghar Ke Talabgar Bahut Hain
آلام کا ڈر ہے جنہیں آلام سے پہلے
Rizwan Banarsi - رضوان بنارسی
Aalam Ka Dar Hai Jinhen Aalam Se Pahle
You can read Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye written by Rizwan Banarsi at UrduPoint. Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye is one of the masterpieces written by Rizwan Banarsi. You can also find the complete poetry collection of Rizwan Banarsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwan Banarsi' above.
Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ashk-e-gham Nahin Izhaar-e-bekasi Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.