Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai, Urdu Ghazal By Rizwanullah

Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rizwanullah. Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ازل سے سونی اجاڑ بستی میں کوئی مہماں ہوا نہیں ہے

رضوان اللہ

ازل سے سونی اجاڑ بستی میں کوئی مہماں ہوا نہیں ہے

کوئی بھی نغمہ سرا نہیں ہے کہیں بھی رنگ حنا نہیں ہے

برہنہ شاخوں کو آرزو تھی کبھی تو برگ و ثمر بھی ہوتے

کھلی فضاؤں کو تکتے رہنے میں زندگی کا مزا نہیں ہے

ابھی تو طوفاں خموشیوں کی ردائے سنگیں میں پل رہے ہیں

سکوت ٹوٹے بھی کس طرح سے کسی نے دل کو چھوا نہیں ہے

تمام ہونے کو آئے لمحے گنے گنائے تھے زندگی کے

مگر وہ تاب و تب نفس ہے کہ جیسے سورج ڈھلا نہیں ہے

وہ رستے رستے بھٹکنے والے تمام دن کی تپش کے مارے

جو پائیں منزل کو شام پھولے تو اس میں کچھ بھی برا نہیں ہے

جو رہ نوردوں کو پا بجولاں نہ رکھ سکے تا سواد منزل

وہ شور و غوغائے رہرواں ہے وہ میری ہرگز نوا نہیں ہے

جگاؤ رضواںؔ کو اس سے پہلے کہ آنکھ لگنے کا وقت آئے

ابھی تو تارے چمک رہے ہیں ابھی سویرا ہوا نہیں ہے

رضوان اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai

Rizwanullah

azal se suni ujaD basti mein koi mehman hua nahin hai
koi bhi naghma-sara nahin hai kahin bhi rang-e-hina nahin hai

barahna shaKHon ko aarzu thi kabhi to barg-o-samar bhi hote
khuli fazaon ko takte rahne mein zindagi ka maza nahin hai

abhi to tufan KHamoshiyon ki rida-e-sangin mein pal rahe hain
sukut TuTe bhi kis tarah se kisi ne dil ko chhua nahin hai

tamam hone ko aae lamhe gine ginae the zindagi ke
magar wo tab-o-tab-e-nafas hai ki jaise suraj Dhala nahin hai

wo raste raste bhaTakne wale tamam din ki tapish ke mare
jo paen manzil ko sham phule to is mein kuchh bhi bura nahin hai

jo rah-nawardon ko pa-ba-jaulan na rakh sake ta-sawad-e-manzil
wo shor-o-ghaugha-e-rahrawan hai wo meri hargiz nawa nahin hai

jagao 'rizwan' ko is se pahle ki aankh lagne ka waqt aae
abhi to tare chamak rahe hain abhi sawera hua nahin hai

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai written by Rizwanullah at UrduPoint. Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai is one of the masterpieces written by Rizwanullah. You can also find the complete poetry collection of Rizwanullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwanullah' above.

Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Azal Se Suni UjaD Basti Mein Koi Mehman Hua Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.