Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune, Urdu Ghazal By Sabir Aarwi

Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Aarwi. Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انجانی آواز میں دل نے انجانے نغمات سنے

صابر آروی

انجانی آواز میں دل نے انجانے نغمات سنے

تم نے بھی کچھ خواب بنے تھے میں نے بھی کچھ خواب بنے

خوش ذوقی کو اپنے کچھ بھی ناقدری منظور نہیں

مرجھا کر جو پھول گرے ہیں دامن میں وہ پھول چنے

جس کو ہے احساس کی دولت اس سے پوچھو ہم سفرو

سناٹے کے ساز پہ کیسے خاموشی کے گیت سنے

دروازہ تو بند نہیں ہے پھر بھی دستک دیتے ہیں

دل میں رہنے والوں نے بھی دل کے کب احوال سنے

صابر آروی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune

Sabir Aarwi

anjaani aawaz mein dil ne anjaane naghmat sune
tum ne bhi kuchh KHwab bune the main ne bhi kuchh KHwab bune

KHush-zauqi ko apne kuchh bhi na-qadri manzur nahin
murjha kar jo phul gire hain daman mein wo phul chune

jis ko hai ehsas ki daulat us se puchho ham-safaro
sannaTe ke saz pe kaise KHamoshi ke git sune

darwaza to band nahin hai phir bhi dastak dete hain
dil mein rahne walon ne bhi dil ke kab ahwal sune

(619) ووٹ وصول ہوئے

You can read Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune written by Sabir Aarwi at UrduPoint. Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune is one of the masterpieces written by Sabir Aarwi. You can also find the complete poetry collection of Sabir Aarwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Aarwi' above.

Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune is a widely read Urdu Ghazal. If you like Anjaani Aawaz Mein Dil Ne Anjaane Naghmat Sune, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.